पोस्ट्स

Teri aankho me

 8. Teri aankho me Teri aankho me hai meri bat Teri aankhe de gai kuch yar ho Kahani thi koi Rah ki eak nai Mili tha ajnabi Laga dil ko sahi Najar bandh gait hi mere yar ho… Teri aankho me thi meri bat Mannate thi nai Jaise jannat koi Teri aahat nai Dil ki rahat sahi Teri chahat de gai yar Tere hoton pe hai mera nam Bate thi nai nai Rate thi nai nai Duniya thi soyi Chandani thi nai Sapne de gai muze nayi jan yar Teri wajahat de jan yar  Teri pal kon me hai mera khwab

Jan hamari

 7. Jan hamari Jan hamari shan hamari man hamara hai tu… tu…. Jan se badkar shan se badhkar man se badhkar hai tu…. tu….  Tere sang-sang ji lu Pyare rang-rang khelu Lakh pal ki tamanna Har pal-pal bita du jo chahe tu… Tu.. tu jan hamari…. Chor hamara yar hamara pyar hamara hai tu… tu… Chor se badhkar yar se badhkar pyar se badhkar hai tu… tu… Tare sang-sang ginu Raten sang-sang jangu Phalak phulo ki mahak bharun Arman ye pure karun jo chahe tu Tu… tu jan hamari…. Koi galti kisi ki  Kabhi maph na hoti  Bina dil ke dukhayen Koi aankh na roti jo roye tu Tu… tu jan hamari Khan hamara man hamara chan hamara Khan se badhkar man se badhkar c han se badhkar hai tu

Sada ke liye

 6. Sada ke liye Dil ke mere pas rahiye Ban ke koi khas rahiye Sada ke liye yara sada ke liye ||1|| Yahan chut jati rahen Yahan tut jati rahen Mil ke mil ke chalet chalet Yahan hat chut jaye ||1|| Sada ke liye…. Khushiyon ka hisab rakhiye Lene ka hisab rakhiye Nafrat ka hisab rakhiye Chahat ka hisab rakhiye Sada ke liye… Kal kin a bat kariye Aaj mere sath rahiye Samai ki rui nahi basme Leke hatho hat chali ye Sada ke liye….

Desh ke liye

 5. Desh ke liye Desh ke liye desh ke liye Jan gawa di hamne apni Shan se di kurbani kitni Kurbani bekhouph kitni Jan jo hathon lit hi apni Desh ke lia desh ke lia Ghar bhi hamne chod diye Nate sab se tod diye Bal -bacche bhul gaye Mout ke rah chal diye kya mout ki kimat ||1|| Desh ke liye Jan hamari dhul gai Hamko aazadi bhul gai Kya jo hamse bhul hui Desh ki janta bhul gai kya mout ki kimat ||2|| De sh ke liye…..

Maja tu le..

 4. Maja tu le.. Oakaso ka hai jivan Pyar to zanson ka hai darpan Maja tu le…. Maza tu le….||1|| Sambhal jaye jivan Jab ye samphul jayega man Maja tu le…. Maza tu le….||1|| Kal tak the apne Jo yara kal tak the apne Ban chuke bas sapne Maja tu le…. Maza tu le….||1|| Milti jarasi wah Yara ho jati wah-wah Aise maddahon ki yara Na karna parwah Maja tu le…. Maza tu le….||1|| Milti sada eak rah Yara kahte jise gumrah Milti koi ek chah Yara phir bane anchah Maja tu  le…. Maza tu le….||1||

Tuze meri yad

3. Tuze meri yad Tuze meri yad kahan re -2 Jikar kahan re phikar kahan re  Tu to bani mera jahan re Karampharma re mera nawa re ||1|| Muzko laga rah chaloge Dhl bhi bana mai Muzko laga bag aaoge Phul bhi bana mai Chah ki chainv kahan Tuze meri yad kahan re …. Shaidai se meri sagai hogi Yado me jagai rain Rangi-rangai teri tasvir Hamen basai nain Tuze parwah kahan re… Tadapte dil ki nav chalane  lahar bhi bana main  Har pal naya davan chalane  Pahar bhi bana main Chah  ki aakhir kahan re….

Wafai

  2. Wafai Hamne sajayi sanso main -2 wafai- wafai harbar Dilmen bachayi lakho main -2 dawai – dawai harbar – ho oo ho Koun yahan hai bach paya pyar ke jal na phans paya Pansa hi phansa hi har bar – ho oo ho Tu dil ki hai sada Tu sable hai juda Ajma le kabhi bhi Tu to mera eatbar Tu khuda hai mere yar Jivan ki mushkilon me disha hai disha hai harbar – ho oo ho Hamne sajayi sanso main… Tu kal ki dastan Jivan ka rasta Dono ki tasvir Mai jodu bar-bar Tu to mera ham kinar Tum bin rah ke tut gai jindgi – jindi harbar- ho oo ho Hamne sajayi sanso main…. Tu dil ka sahara Tu jan ka sharara Rut ka ho ishara Kare panchi basera Jaise ban ke bekarar Galatphahmiyon main yaro huye panchi jo shikar- ho oo ho Hamne sajayi sanso main….